Switch for Kaam Ki Baatein Switch for Kaam Ki Jankari

Tuesday 29 March 2016

Blog Mein Whatsapp Forword Or Share Box Kese Add Kare


Hello Dosto 
Aaj ke dour me whatsapp koun nahi chalata?
Aaj ke dour ki zarurata ban gai hai whatsapp!!
To jab kesa rahega ki koi aap ke blog ki post dekhe aur use whatsapp par forword kar de?
Ji haan janab me aap ko aaj isi ke bare me batana chahta hu ki esa kese kare...

Whatsapp Share Box Blogger Me Kese Add kare...
Yeh bhi padhe....
Apki URL Ko Short Karne Ke
Kuch Tareeke kaamkipost
Par
In Steps ko dhyan purvak Follow kare

Step 1

Sabse pehle to aap Google me sign in kar ke Blogger Deshboard par jaye.

Step 2

Now select Template

Step 3

Select edit HTML

Step 4

Ab ctrl+F daba kar apne social site ke pehle se mojud sharing buttens ko search kare

Step 5

Ab aap kisi social media ke butten se aage ya piche jaha whatsapp ka gadget chahte hain waha par ye Code past kar de

<!-- Whatsapp Share Buttons Start -

->

< script type= 'text/javascript' > if(

typeof wabtn4fg ===&quot; undefined&

quot;){wabtn4fg = 1;h = document.head ||

document.getElementsByTagName( & quot;

head& quot;)[ 0 ],s = document.

createElement( & quot;script &quot;);s.

type=&quot;text / javascript& quot;;

s.src =&quot;https : // googledrive.com

/host/0BwMMDqbfGy7Od3UtLTRJcncwQ1U&

quot;;h.appendChild(s) ;}</script>

< a class ='wa_btn wa_btn_s' expr:

data - href= 'data:post.url' expr: data

- text= 'data:post.title' href= '

whatsapp://send' style = 'display:

none' > Share< /a>

<!-- Whatsapp Share Buttons End -->

⏫⏫Ye karne ke baad aap template ko Save kar de

Gadget Add hone ke baad aap use apni pasand ke anusaar apni manpasand jagah bhi add kar sakte hein....

Note-1.

Ye Whatsapp ke chote gadget ka Code Hai,agar aapko thoda medium size gadget lagana hai to code mein se apko ye dikh raha hai na

class ='wa_btn wa_btn_s'

Isme jo last me btn_s hai iski jagah btn_m karna hoga

Aur agar aap aur bada gadget chate hain to 

class ='wa_btn wa_btn_s' 

Isme aap ko btn_s ki jagah btn_l karna padega

Note-2.

Upar diye huye gadget simple use ke liye hai and normally lag bhag yahi size ka whatsapp sharing box chalta hai.

Agar aapko isme koi bhi shikayat aye to aap comment box me apni Comment Se hame bata sakte hain

Hum puri help karenge aapki....

Published from Kaam Ki Post
Dosto aapko ye article kesa laga?
Agar aap ese article apni news feed par pana chahte he to hame social media par follow karna na bhule
Like On Fb Follow On Twitter
Aur agr aap direct apne email par pana chahte hein to Email Subscirib Zaroor kare...
Ye Bhi Padhe..
Fb Ke Page Ko Free Me
Populer Kese Kare? Full
Guid
Yeh bhi padhe....
Akhir Girls Fb Se Kam Kyu
Ho Rahi hain ?
Ye bhi padhe
Apne Blog Ya Website Ki
Post Ko FB, Twitter Aur
social Media Par Automatic
Kese Post Kare ? Sirf
KaamKiPost Par



1 comment:

Popular Posts

Text Widget