Switch for Kaam Ki Baatein Switch for Kaam Ki Jankari

Showing posts with label #app review #blogger #android #app. Show all posts
Showing posts with label #app review #blogger #android #app. Show all posts

Thursday 24 March 2016

Blogger Android App Ke Kya Featute Hein Aur Ise Kaise Use kare...?

Hello Dosto,Agr aap ye blog padh rahe hein to shayad aap apna blog banana chahte honge ya ho sakta hai apne bana liya ho 
Dosto mein aaj apko bataunga ki Blogger android App Ko Kese Use Kare Aur Iske Featute Kya hain..
Kya Hain Iske Features..
Wese to apko iske features computer ki tarah to nahi milenge par fir bhi temprerory ke hisab se agar aapke pas computer nahi hai ya aap kahi bahar hain jaha computer ki suvidha nhi hai to aap is app ko use kar sakte hein
Ye hein kuch features
1.Blod (B) – Is B ki madad se ham shabd ko
bold (mota) kar sakte hai.
Example ke liye Kaam Ki Post
2.Italic (I ) – Is option ki madad se ham shabdo ko teda kar sakte hai.
jese - Kaam Ki Post
3. Add or Remove Link – ham jo bhi link add karna chahe post me iski madad se kar  sakte hain sabse pehle wo text likhe jise aap link banana chahte hein,iske baad us text ko long press kare aap aapko photo me jo zanjir jesa dikh raha hai use press kare kare apke samne link aajayega,waha aap us link ko paste kare jaha aap apne visiter ko pahuchana chahte hein
Jese mene ki Kaam Ki Post

(aap link ko undo karna chahte hein to dubara us text ko daba kar zanjeer ko daba sakte hein isse link Undo ho jayegi)
4.Iske alawa photo ko age piche karne ka feature bhi isme hota hai,iske liye aap pehle apne article ko publish kar de ek baar publish hone ke baad aap wapas us article me jaye photo sabse niche rahega photo ko long press kare, jab photo ke upar blue Chaaw aa jaye aap use copy kar le jese aap text copy karte hein
Iske bad aap waha apne text mous ko le jaye jaha aap image lagana chahte hein
Waha par jagah bana kar paste kar de...
Lijiye aapke blog ki image aapki pasandida jagah aa gyi hai....
Note-Yaad rakhe Ek baar Photo Upload Karne Ke baad  aap apni post ko customize kar sakte hain par upar diye gaye No. 1 2 3features nahi Use kar payenge ,iske liye apko aur editing computer se hi karna padegi...
5.Set Your Location-Ye feature post ke sab se niche hota hai
aap ise apni suvidha ke anusaar On/Off chun sakte hein
6-Ap ki post teyyar hone ke baad aap use publish kar sakte hain,Ya aap chahe to draft me save kar ke apne kisi dusre time par Publish kar sakte hain iske liye jo publish ka butten hota hai uske paas draft ka butten bhi hota hai,aapko use press karna hai apki post save ho jayegi....
Kese Kare Use
1-Sabse pehle Is app ko Download kar le
Click For Play Store
Click For Direct Your Browser
Note-Agr aapke download karne me koi error
ata ho to aap ye link dusre tab me khole aur
fir agr 404 aye to link me shuat yani
www.homeimprovement.com Ko cut kar
de......

2-Ise open kar ke login kare, us account se jisse aapka blogg(blogspot site) bani hui hai
3-Pen ke nishan jesa photo me dikhai de raha hai,use press kare
4-apko saamne 3 khali content(Dabbe) Dikhai denge aur pehhle wale content ke samne camera bana hua rahe ga isse aap 1 ya zyada images upload kar sakte ho
Iske alawa khali content aapko ese bharna hai
Pehle me aapko post ka vishay(titel) dale
Dusre me apna nibandh(article) dale,, Ye hone ke baad aap Upar Jo ✅Done likha hai use press kare 
Teesre me aapne post me kon konse khas word use kiye hain unhe hash tag ke saath likhe taaki us word se releted agr aapke blog me aur bhi articles hain jo aapke visitor ke liye upyogi ho wo asani se dhund sake aur aapki alexa renk badhe....
Ab teeno content bharne ke baad tribhuj jesa nishan(jo whatsapp me send ka hota hai) upar ki taraf rahega use daba kar publish kar de Ya aap chahe to draft me save bhi kar sakte hein...
To bas aapko mere bataye  anusaar blogger app use karna hai to aapko kaam kuch minto me ho jayega aur aapko computer ki zarurat bhi nahi padegi....
Published from Kaam Ki Post
Dosto aapko ye article kesa laga?
Agar aap ese article apni news feed par pana chahte he to hame social media par follow karna na bhule
Like On Fb Follow On Twitter
Yeh bhi padhe....
Apni Recent 2 Apps Ko Manage Kare Sirf Ek Second Mein!!!!!! Is Trick Ki Madad Se
Yeh bhi padhe....
Fb Ke Page Ko Free Me
Populer Kese Kare? Full
Guid
Yeh bhi padhe....
Apki URL Ko Short Karne Ke
Kuch Tareeke kaamkipost
Par
Ye bhi padhe..
Apne Blog Ya Website Ki
Post Ko FB, Twitter Aur
social Media Par Automatic
Kese Post Kare ? Sirf
KaamKiPost Par
Yeh bhi padhe....
Akhir Girls Fb Se Kam Kyu
Ho Rahi hain ?

Popular Posts

Text Widget